Update – 73
Vishakha ke haat ko dilip ne piche se pakadte hi vishakha fir uski taraf mud gayi… dilip bhi abhi bed se uthkar khada ho gaya…
Dilip – kaha ja rahi ho malati…Meri jaan…
Dilip ne aise kehte hi vishakha ab dar gayi….
Vishakha – chacha ji ..Kya kar rahe hai… plz choriye
Dilip ne vishakha ki baat par dhyan nahi diya aur usne vishakha ke kamar me haat dalkar use apne paas khinch liya…
Dilip – ohhh.. meri jaaan.. kitna tadapa diya mujhe tumne…
Aisa kehkar dilip vishakha ke hoth chumne ki koshish karne laga lekin vishakha uske chehare ko apne haato se karib aane se rok rahi thi… Dono bhi apni apni takad laga rahe the lekin fir kisitarah vishakha ne dilip ko apne se dur dhakela…
Vishakha – hosh me aayiye..
Dilip – are. Sorry… pata nahi achanak se mujhe kya ho gaya…mujhe maaf kar do.. plz..
Dilip ne aise kaha lekin vishakha ne kuch nahi kaha Aur naraz hote hue wo vaha se nikal gayi… Uske jaate hi dilip ke hotopar ek kaatil smile aa gayi…
Dilip – bahot tikhi hai ye to…Lekin hai majedar
Dilip ne kaha aur wo jor se hasane laga..
Thodi der baad ab dilip apne room se bahar aa gaya… Usne dekha vishakha hall me hi sofe par baithi thi..dilip thoda dur aakar baith gaya ..
Dilip – bitiya maf kar do.. wo me thoda malti ki yaad me..
Vishakha ne kuch nahi kaha..
Dilip – plz beti.. aise fir nahi hoga.. ek bar maf kar do.. me haat jodta hu..
Dilip ke aise kehte hi vishakha ne kaha.
Vishakha – chachaji plz .. haat mat jodiye.. jo hua hua.. aap ko shayad doctor ki jarurat hai. Me papa se kehkar..
Dilip – nahi .. shekhar se ye mat kehna ki.. acha nahi lagega na beti.. mujhe jab uski yaad ati hai tab me aise kuch kar jata hu..
Vishakha ne kuch nahi kaha.. lekin wo man me bahot hi jyada uncomfortable feel kar rahi thi , use dilip ka dar lagane laga tha.. wo chahati thi koi ghar ka abhi wapas aa jaye …aur ithe me door bell baj gayi…
Dilip – tum baitho.. me dekhta hu
vishakha – nahi , aap baithiye me dekhti hu
dilip – (man me) sala kon chutiya aa gaya
vishakha ne darvaja khola to samne rahul khada tha , wo muskura raha tha .. vishakha ke chehare pe smile aa gayi..
Rahul – ji ye… Ye thaili… Mere paas reh gayi thi..
vishakha – Are thanks , aao na andar ajao..
Rahul – nahi fir kabhi..
vishakha – please …
vishakha ne bas itna kaha aur rahul ko uske ankho me dekh kuch ajib laga, jaise wo kisi trouble me fasi ho.. Rahul ne smile ki aur wo ander aa gaya..
ander aate hi usne dekha samne dilip baitha tha vaise rahul ne dilip ko pehle dekha tha jab wo priya ko ched raha tha tab usne dilip ko pita bhi tha lekin wo dilip ki shakal pehchan nahi paaya..
vishakha – Rahul ye mere chacha ji hai , aur chacha ji ye mera friend hai rahul
dono ne ek dusare ko hello kaha sach kahe to dilip ko rahul par gussa aa raha tha kyuki wo kabab me haddi banke aaya tha lekin wo apne chehare se dikha nahi raha tha …
vishakha – rahul tum baitho me chai lati hu
vishakha ne bas itna hi kaha aur wo kitchen me aa gayi . rahul ke aane se wo thodi si rahat mehsus kar rahi thi ..
dusari taraf neeraj apne room me akele baitha tha .. wo kuch soch me duba tha.. use pata bhi nahi chala ki priya uske room me aayi hai.. priya ne jab neeraj ke samne dairymilk aage ki tab wo hosh me aaya.. usne priya ki taraf dekha
priya – hm lijiye …
neeraj ne ek tukda todakar le liya aur priya uske side me baith gayi
priya – kya baat hai? kya soch rahe hai aap?
neeraj – kuch nahi bas aise hi
thoda der dono hi shant hue aur fir neeraj ne kaha
neeraj – i am sorry priya
priya – kyu? kis liye
neeraj – bas kuch galtiyo ke liye
priya – me kuch samjhi nahi thik se batayiye
neeraj ne apne gambhir chehare pe jhuti smile ki
neeraj – wo me tumhe bata nahi paunga aur tum sun nahi paogi .. isliye kyu mat puchana
priya kuch bhi samjh nahi rahi thi lekin fir neeraj ka mood light karne ke liye usne kaha
priya – wo sab choriye 11.30 baj gaye aap ko neha ke clg nahi jana??
priya neeraj ko chedte hue boli
neeraj – nahi.. me kisike layak nahi hu
priya – kya hua bhaiya aisa kyu keh rahe ho? kya neha ne aisa kaha aapko?
neeraj – nahi priya.. kyuki me apne aap ko janta hu.. me kisike layak nahi hu .. kyuki mere ander isnan nahi haiwan basta hai
neeraj ki ankhe thodi nam hui thi
priya – are kya ho gaya hai apko? koi tention hai to batao pls .. mujhe fikr ho rahi hai …
are maa yaha aao to
priya ke aawaj se lata bhi us room me aa gayi
priya – maa apko pata hai kya bhaiya ko kya hua hai? pehle to wo mujhe sorry kehte hai aur fir neha ke liye bolte hai me uske layak nahi hu
lata ne ekbar neeraj ki taraf dekha aur muskurate hue uske paas aa gayi
lata – neeru tu fir vahi baat lekar baith gaya beta? maine kaha tha na jo hua use bhul jao .. hota hai
priya – koi mujhe batayega kya hua ?? kya hota hai??
lata – priyu .. ab ye sab khtm ho gaya hai bas karo
priya – are lekin
lata – priyu ( lata ne thode naraji se kaha)
neeraj – nahi bua , use bhi janane do k me kitna gira hua hu
lata – beta aisa nahi hai…
priya aur jyada confuse ho gayi ..
neeraj – priya .. neha ke layak to me nahi hu lekin maine tumhe isliye sorry kaha tha kyuki kuch dino se me behak gaya tha.. pata nahi kaise lekin me tumhare aur bua ke baare me galat khayal rakhne laga tha
priya – galat khayal ? matlab?
neeraj – matlab … tum dono ke liye galat feeling badh gayi thi mere man me .. me bhul chuka tha ki ye meri bua hai aur tum meri cousin yani sister ho . me bas tum dono ko galat najar se dekha karne laga tha … lekin ab un sabka guilt hota hai isliye maine tumse mafi mangi
neeraj chup ho gaya lekin priya bilkul shock ho gayi thi … kya kehana chahiye use samjh nahi aa raha tha .. kuch der sab shant the aur fir lata boli
lata – koi badi baat nahi hai ye .. is umar me ho jata hai ye.. priyu neeraj ko maf kar de uske man ka bojh utar jayega
priya ne kuch kaha nahi lekin wo neeraj ke paas aa gayi…
priya – kabhi ye man me nahi aaya tha apke ke me apko bhaiya bulati hu
neeraj ne naa me sir hilaya lekin uski aakho se aasu chalak rahe the wo priya ki taraf mud gaya aur use haat jodte hue fir se sorry bola
priya ko neeraj ka chehara bada dukhbhara lag raha tha use uske soch ka pryachit bhi hota dikh raha tha usne ek baar lata ki taraf dekha to lata use neeraj ko maaf karne ke bare me hi keh rahi thi aur fir wo neeeraj ki taraf dekh thodi si muskurayi aur uske haat niche kar use boli
priya – aap ne ye batakar sabit kiya ki aap kitne ache ho.. agar aap na batate to vaise bhi kuch faral nahi padata … mana ki aap behak gaye the lekin haiwan nahi aapke ander bhi isnan hi basta hai bhaiya ek acha insan.. aur aap neha kya duniya ke kisi bhi ladki ke liye pure layak ho…
itna kehakar priya neeraj ke gale mil gayi .. lekin isbar neeraj ko koi aisi waisi feeling priya ke liye nahi aayi… lata ko bhi acha laga .. ab wo dono alag ho gaye..
priya – chalo isi baat par me gulabjamun le aati hu . bhaiya ke pasand ke …
itna hi bolkar priya vaha se nikal gayi
fir se story ki heroins aapke liye
Lata – Neeraj ki yaad me
priya – is beautiful pe to neeraj, dilip aur shivam pagal hai
Ranjana – shekhar ki darling sanskari aur dilip ki jaan , naa jane aage kya
Vishakha – shivam ke liye jab red saree pehani thi.. Raj bhi iske liye pagal hai aur rahul bhi
Neha – Shivam ko jab akele me milti hai to aise hi najaro se dekha karti hai …hai na??
Ashwini – itni sundar sanskari hai aur isliye Raj ne isase shadi ki aur shivam bajaj vicky to iske diwane hai