Update – 50.
Sham ke 7 baje ab shivam aur ashwini ghar aa gaye…Ashwini aaj kafi khush thi uske chehare par wo khushi chhalak rahi thi.. ghar aate hi usne dekha ki vishakha dinner ki tayari kar rahi thi.. hall me bas neha thi jisne inko ander aane ke liye door open kiya tha….
Neha – kaha gaye the? Pav bhaji khane ?
Shivam – tujhe khaane ke alawa kuch sujhta nahi hai kya? .. tabhi itani moti ho ja rahi hai tu..
Neha – you shautup .. maine bhabhi se pucha ..
Shivam – acha bade bhai se aise baat karegi… Teri to me..
Shivam neha ke karib jane hi wala tha ki vishakha ne avaj diya..
Vishakha – kya ho raha hai.. chote bachho ki tarah hamesha jhagadte rehte ho..
Neha – didi pehle inhone start kiya.. ha.. aap mujhe mat dantiye… huh
Itna kehkar neha ruthkar apne room me chali gayi… Sab log hasane lage… Ashwini ne vishakha ki taraf dekha aur ..
Ashwini – vishu , me bas change karke aati hu.. tumhe help karne ..
Vishakha – ha thik hai bhabhi… (Itna hi kehakar vishakha bhi kitchen me chali aayi)
Ashwini ab apne room me ja chuki thi aur vishakha kitchen me akeli thi to shivam ke apne room ki taraf bandhane wale kadam tham gaye … Wo bhi kitchen me aa gaya… Use dekhate hi vishakha ne smile kiya…Shivam uske baju me aakar khada ho gaya.. gas ke paas kaam karne ke kaaran vaha garmi se vishakha ko pasina chhut gaya tha.. uske sir ke baalo ka ek lut uske galo ko chhu raha tha…. Shivam bas smile karte hue uske chehare ki taraf dekh raha tha…. Aata gunthate hue vishakha ne shivam ki taraf dekha .
Vishakha – kya hua ? Aisa kyu dekh raha hai?
Shivam – nahi …Kuch nahi…. Aap kam karo…
Vishakha – me kam hi kar rahi hu..
Shivam – kam karte hue bahot pyari lag rahi ho…Kuch soch raha tha lekin bhabhi aajayegi…
Vishakha – sochana bhi mat
(Itna kehakar usne apne ulate haat se apne gaalo par se pasina ponch liya.. uske aisa karte hi shivam jor jor se hasne laga…)
Shivam – hahaha….
Shivam ke aise hasane se vishakha bhi confuse ho gayi.. usne ek fatka uske haat par maara…
Shivam – ek minit ek minit….Me dikhata hu….
(Shivam ne apna mobile nikala aur vishakha ki ek photo le li aur fir wo vishakha ko dikhayi…)
Gaal par laga aata dekh use bhi hasi aa gayi…
Vishakha – ho jata hai kam karte wakt….
( Usne muh pochne ke liye paas me pada kapda uthaya…)
Shivam – wait wait… Aise nahi….
Vishakha ruk gayi… Shivam ne ek bar bahar dekha.. ashwini abhi aayi nahi thi…
Shivam ne uske galo par ek kiss kiya .. aur gal par lage ante ko use juban se chant liya …
Vishakha ekdam se piche hat gayi ..
Vishakha – tu yar tu ja yaha se… Badmashi karta rehta hai
Shivam has pada aur wo daudte hue kitchen se nikal gaya…. Vishakha ki bhi hasi fut gayi.. aur fir wo kam karne lagi…
Shivam ab apne room me aa gaya..Use laga ki ab priya se baat ho sakti hai.. usne mobile se priya ko phone kiya..
Yaha priya kuch padh rahi thi uske side me hi mobile tha usne dekha ki shivam ki call aa rahi hai..Usne ek bar mobile apne hat me liya aur fir cut kar diya…Priya ke aise karte hi shivam thoda confuse ho gaya.. usne phir se call kar liya..Lekin is bar bhi call samne se cut ho gaya… Shivam ab soch me pad gaya.. priya call kyu cut kar rahi hai… Kahi busy to nahi? Shayad busy hi hogi ye sochkar usne apna mobile side me rakh diya…Wo bed par baith gaya aaj jo bhi hasin pal usne ashwini ke sath bitaye the un Palo ko yad karke wo khush ho raha tha….Yaha ashwini ka bhi vahi hal tha.. wo vishakha ke sath kitchen me maujud jarur thi lekin uska man kahi aur hi tha .. wo bhi aaj ke din ke bare me hi sochkar muskurah rahi thi.. vishakha ne bhi ye notice kiya tha..
Vishakha – bhabhi..
Ashwini – ha..
Vishakha – kya bat hai aaj bahot khush hai aap?
Ashwini – ha ..Kyu khush na rahu?
Vishakha – aap hamesha khush hi raho.. lekin mera matlab ye hai ki is khushi ki koi vajah to hogi ?
Ashwini – bas aise hi..
Vishakha – acha..
Ashwini – achha vishu… Kheer banate hai…?
Vishakha – kheer?
Ashwini – ha.. aur pyaz ke pakode … Bhi
Vishakha – thik hai bhabhi..
Dono shivam ko bahot pasand hai..
Ashwini – pata hai…
Vishakha- lekin actually bhabhi dudh khatam hai..
Ashwini – wo to le aayega koi.. shivam ko bolu lane?
Neha – kya Lana hai? Me le aati hu.. vaise bhi me stationary ja rahi hu..
Neha ki aavaj se dono ne uski taraf dekha….. Wo kitchen ki door pe hi khadi thi..
Vishakha – acha thik hai nehu.. 1 liter dudh lete aana aur 100 gram kaju, ilaichi… shakkar
Neha ne vishakha se saman ki list samjh li aur wo nikal gayi….. Shop dur nahi thi to vo paidal hi chali gayi.. wo ab ek general store ke paas gayi…
Waha se kuch saman kharidkar wo paise dene hi wali thi ki achanak uske kaan par aavaj padi…
Vicky – sun be chandan… Paisa mere khate me likh le..
Neha ne piche mudkar dekha.. aur fir vicky ko gussa dikhate hue wo samne ki taraf mud gayi.. usne shopkeeper ko paise diye..
Vicky – abe bola na..Mere khate me likh.. vapas de paise use….Bhabhi hai teri
Shopkeeper ne vapas neha ke hat me paise thama diye
Neha – oy.. kon hai tu? Mujhe tang mat kar samjha… shivam bhaiya ko pata chala to teri khair nahi
Vicky – jaan .. bhadak kyu rahi hai… shivam to sala hai, wo kya karega apne jija ka ..
Neha – teri himmat kaise hue mujhe jaan kehane ki..
Aisa kehkar neha ne vicky par haat to uthaya lekin vicky ne uska haat pakad liya.. aur fir chorh diya
Vicky – are baby. Kam se kam public me to ijjat karo meri… Acha dikha to kya liya hain.
Itna kehkar vicky ne neha ke haat se bag chin li..
Vicky – Ye kya shakkar… ? Tere se mithi to nahi hogi.
Ilaichi… Kaju.. aur doodh…
Shadi ke baad doodh bahar se kharidne ki jarurat nahi padegi vaise
Vicky ne neha ke boobs ki taraf dekhte hue kaha…
Vicky – ha be chandan..kaisi hai bhabhi?
Shopkeeper ne kuch jawab nahi diya .. lekin wo thoda sa hasa ..
Neha ko bada awkward lag raha tha…Wo niche dekhne lagi… uski ankhe bhar gayi thi..
Vicky – chal ghar ja rahi hai? Chhor deta hu…
Vicky ne fir se neha ka haat pakadte hue kaha lekin isbar neha ne uska haat jhatak ke khudko chhura liya.. aur wo daudte hue ghar ki taraf nikal gayi…Uska chehara bahot hi rone sa ho gaya tha…Aur aankhe to pehle se bhari thi.. wo ghar pahunchi aur fir apne room me jakar usne room ander se lock kar liya… Wo gambhir chehare ke sath hi bed par lete hue rone lagi…
To be continued…