Update 107
jaise ki aap sabne last update main padha tha pehle Nikita mam ko manaya raat ko unke ghar bhi rukne wala tha phir diya ke sath romance Kiya usko bahot kiss kiya uske baad Sangita or uhi ko school chor ke apne collage nikal gaya
aab aage
~
~
~
~
~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Collage pahuch kar maine car park ki or apne dosto ke pass jane laga jo aaj garden main baithe the or result ka intezaar kar rahe the .
Mai Jake sidha simu ke godh main sir rakh ke lait gaya wo sab grass per baithe the .
mujhe dekhte simu mere Balu main hath firane lagi .
ye dekh kar arif ne bhi socha wo bhi aise lait jaye sofia ki godh main per sofia uski tappad Marne ka ishara karne lagi .
arif – kya yaar kabhi to romantic ho jaye karo tum .
sofia – sara romance ka bhoot nikal jayega ek baar main hi samjhe .
arif muh fula ke baith gaya ye dekh kar sab hashne lagi arif ko aise dekh kar sofia ne uske gaal per ek kiss kar diya.
sofia – aab khush mere babu .
arif – bahot khush meri jaan .
mai – wah ji wah dekho to kaise babu jaan ho raha hai .
tabhi tanu bhi aa gai humare pass wo hamesha ki tarah khubsurat or hot lag rahi thi .
Tanu – kon babu jaan kar raha hai Rohit.
pinky – ye humare dono lovers arif or sofia kissi wissi kar rahe hai khule main .
sofia – tu nahi sudhregi Aisa kuch nahi ho raha tha tanu hum to bss aise masti kar rahe the sab .
tanu – haa bhai kar lo tum sab masti ek mai hi single baithi hu iss group main .
simu – to tu bhi boyfriend bana le phir humara group complete ho jayega .
tanu – nahi yaar aise kaise boyfriend bana lu koi pasand bhi to aana chahiye ek to mai itni khubsurat koi aisa to mili jo meri khubsurati ko sambhal sake warna faida kya itna maintain karke khud ko rakhne ka .
sonu – Aisa to sirf Rohit ho gai collage main uske alawa to hum nahi hai aise jaise discription ruk de rahi ho per bad luck wo pehle se book hai .
tanu – haa ye bhi hai agar Rohit single hota to mai pakka usko boyfriend bana leti akhirkaar banati bhi kyu usne meri jaan bhi bachai hai apni jaan pe khel ke koi or ladka Rohit ka mukabla nahi kar sakta hai iss chij main .
simu mere gaal pe kiss karte huye boli.
simu – wasie mujhe koi problem nahi hai mai Rohit ko tumhare sath share kar sakti hu .
Simu ki baat per sab hashne lagi wahi tanu sarma gai .
sofia – dekho to kaise sarma rahi hai Rohit ke name se haye aise lag rahi hai jaise jannat se pati utar aai ho dekho kaise gaal laal ho gaye hai .
tanu – tum sab mujhe chedna band karo .
aise hum masti karte rahe kuch der baad humara result bhi aa gaya noticeboard per .
Usme sabne uper mera name tha iss baar uske baad tanu ka phir or bhi students tha then 9 number per sofia uske baat simu uske baad arif tab pinky or uske baad sonu ka hum sab khush the apne apne result se .
tanu – agli baar mai tumhe Hara dungi or first aaungi dekha Rohit .
mai – pichli baar tum aage thi or mujhe pata bhi nahi chala or iss baar Mai per iss baar hum dost hai to next time jo first aayega wo sabko grand party dega bolo kya kehti ho .
tanu – pakki baat phir per iss baar first tum aaye ho or second mai to dono milker party dete .
phir hum sab taiyaar ho gaye party karne ke liye issiliye humne decide kiya raat ko party karte hai .
uske baad mai apne ghar jane laga tabhi mujhe yaad aaya kuch to maine car ko side main park ki or Sangita ko call laga diya .
kuch der ring ke baad usne pick Kiya .
mai – haa Sangita bata kya hua school main .
Sangita – sabne Kamal kar diya hai ji .
mai – mujhe pata tha meri ruhi bahot ache karegi exam main or meri bahene bhi .
Sangita – jii ruhi first aai hai or wo bahot khush hai lo aapse baat karna chahati hai .
Ruhi – hello daddy apko pata mai first aai hu class main or bhumi second aai hai .
mai – sabbash meri bachi apne mere sir garv se icha kar diya beta .
ruhi – thank you daddy maine sirf wahi Kiya jo apne bola tha .
mai – haa meri beti bahot smart or inteligent hai sirf mere kehne per hi first aa gai aage bhi Aisa Maan laga ke padhan apko doctor banna hai thik hai.
ruhi – thik hai daddy mai doctor bann ke dikhaungi per usse pehle aap meri cycle kharid do or mujhe shopping per bhi lee chalna .
mai – thik hai beta aab mumma ko phone do .
Sangita – Komal ne bhi bahot acha kiya pehle ke mutabik first to nahi aai per improvement bahot hua hai .
mai – waise sab se acha kisne Kiya hai exam main .
Sangita – jo sabse acha to apki doni saitaan pariyo me kiye hai .
mai – mujhe pata tha wo dono bhale hi saitan hai per padhne main bahot achi hai dono .
Sangita – jii waise ruhi ka admission kar wana hai kuch din baad karwa dungi bss yahi apse puchna tha .
mai – ooo haa to karwa dena or haa kitne paise lagenge .
Sangita – wo mere pass hai aap tension mat lo mai karwa dungi bss apse puchna tha .
mai – wo kyu bhala meri bhi beti hai cupboard main mera atm hoga wo le Lena thik hai jis din Jana warna mai naraz ho jaunga .
Sangita – jii thik hai jaisa aap kaho waise i love you.
mai – i love you too Babu chalo rakhna to abhi drive kar raha hu baad main baat karta hu .
uske baad maine car start ki or Ghar nikal gaya ghar pahucha to mahol bahot acha tha unhone apne result check kar liye the or sab bahot khush bhi the mujhe dekh kar kudte huye mere gale lag gai sab ke sab .
sabko maine gaal per kiss diya komal itni khush thi ki uske ankho main anshu aa gaye the maine usse pucha to bolne lagi kash papa hote to wo ye dekh kar khush ho jate kuch der ke kiye riya jiya bhi sad ho gai maine tino ko gale lsgs ke rakha bahot dsr tak manaya tab Jake mani maine unse bola party dunga to khush ho gaye or maine ye bhi bola ki scooty kharid dunga to or khush ho gaye .
maine unke liye pizza burger or bhi bahot kuch khane ke liye order kar diya sabne mil kar party ki dadi ne sari behno ko 2 hazar rupees Diya jisse wo sab bhi khush ho gai .
7 Baje Nikita mam ne mujhe call kiya to maine bola party karne ke baad direct tumhare ghar aaunga to wo maan gai phir mai apne ghar se taiyaar hoke nikal gaya simu ko pick Kiya phir hum jis resturant main Milne Wale the waha jane laga .
pahuch to dekha arif or sofia aa gaye hai humare pahuchne ke baad tanu sonu or pinky ye tino bhi aa gaye .
tanu ne suit pahen rakha tha jisme wo bahot khubsurat lag rahi thi wahi meri simu ne Western pahen rakha tha or sofia ne bhi or Pinki ne black colour ki saree pahen rakhi thi .
pinky ke boobs hamesha ki tarah bahot mast or bade lag rahe the wo mujh dekh kar muskura Rahi thi or ankho se puch Rahi thi ki kaisi lag rahi hu .
maine bhi mast ka ishara kiya .
pinky

sofia

simu

tanu

phir hum ek table per kabza kar liya or sabne apne apne pasand ka food order Kiya .
mere ek taraf tanu baithi thi to ek taraf simu wahi samne sofia arif sonu or pinky baithe the .
tabhi mujhe komal ka phone aaya maine call picka to komal ne pucha .
komal – bhaiya aap aaj ghar wapas aaoge ya phir hum main door band kar de .
mai – nahi gudiya nahi aaunga tum sab soo Jana or haa jyda masti hai .
komal – hehehe masti to hogi phir usne jhiv chidha kar call cut kar diya .
mai – badmash kahi ki .
tanu ne pucha kon tha .
mai – meri gudiya komal thi bss aise masti masti main call Kiya tha usne .
tanu – Rohit tum apni baheno se bahot pyaar karte ho .
mai – haa isme bhi koi puchne wali baat hai wo sab meri jaan hai uske Bina to mai jeene ke bare main soch bhi sakta hu .
tanu – haa choti behne bahot pyaari hoti hai or saitan bhi bahot Masti karti hai .
mai – tumhari koi choti bahen hai kya .
tanu – haa meri masi ki beti hai wo humare sath hi rehti thi Mumbai main actually baat ye hai ki masi ke mausa ji ka accident ho gaya tha jab saumya 2 saal ki thi tab se wo humare sath hi rehti hai mujhe badi bahen or maa ko apni maa manti hai or papa se bahot darti hai uske school khatam ho gaye the to wo bhi kuch dino main thi aa jayegi to tum sabse milwa dungi main.
Simu – sach main choti behne bahot pyari hoti hai aab diya ko hi dekh lo pareshan kar ke rakh deti hai mujhe .
sofia – sach kaha tumne simu Mahira bhi aisi hi hai aab dekho na wo aage padne ke liye jid kar rahi hai or abbu nahi maan rahe hai bol rahe hai bss yahi tak rehne do aab wo muh fula ke baithi hai maine bhi bahot kosis ki abbu ko manane ki per meri baat bhi nahi maan rahe hai .
mai – ye to galat baat hai hum sab Chalke baat karenge bechari bachi padhna chahati hai to aise kaise rok sakte hai hum mana lenge tum chinta mat karo or Mahira se bol Diya hum sab sambhal lenge .
sofia – thank you Rohit .
tanu – waise pinky tumhari koi bahen ya bhai nahi hai kya .
pinky – ek choti bahen hai 10th main jiske liye mai kaam karti hu itna collage me bad bhi taki usko padha saku or achi jindagi dee saku waise to wo badmash nahi hai or nahi jiddi hai kyu usko pata hai humari family condition itni achi nahi hai per mujhe pata hai uska bhi Maan karta hai ki wo bhi ghume or Masti kare badmashi kare per waqt se pehle hi wo mature ho gai hai .
mai – itna kyu sochti ho tum sab thik ho jayega mai bua se bol dunga wo tumhari salary increase kar dengi or haa jab bhi Mai kisi bhi chij main invite Karu usko zaroor leke aana taki sare bache ache se enjoy kar sake .
tanu – haa Rohit sahi keh raha hai akhir hum dost hai to hume ek dusare ki hamesha help karni chahiye or dhuk shuk bhi batna chahiye .
arif – waise tumhare choti bahen ka name kya hai .
pinky – sweety bilkul apne name ki tarah sweet or masum hai .
arif – waise meri to koi choti bahen nahi hai per appi ho mujhe bahen pareshan karti hai .
sonu – tum sabka sahi hai humare Ghar main to sirf maa hai or papa bhi bahar rehte hai .
mai – chup kar sale meri behne tujhe rakhi nahi bandhti kya .
sonu – haa to maine kaha kuch bola to mai bss bata raha hu dekh raha sab apne apne bhai or behno ki baat kar rahe hai issiliye maine bhi bol diya .
uski baat per pinky ne uske pait main ek mukka mara .
pinky – gadhe kahi ke .
hum sab hashne lage bahot log hume dekh raha the humare table per mahul bahot khusnuma tha .
Humara order aane ke baad sabne khana chalu kiya .
simu kabhi mujhe khilati to kabhi mai simu ko or pinky sonu sofia or arif bhi aise hi kar areh the .
maine ek bite banai or apna hath tanu ke muh ke pass kar liya jiss tanu ne pehle meri taraf dekha phir simu ki taraf simran ne haa main sir hilaya to usne bhi mere hath se kha kiya maine dono ko khilaya or dono ne mujhe .
uske baad maine or tanu ne bill pay Kiya phir sab apne apne ghar jane lage mujhe pehle tanu ko drop karna tha phir simu ke sath uske flat per jana tha.
continue