Update 41
Ider rohit ko kuch samj ni aarha tha wo bas apna blood saaf kar rha tha muh se tabhi uske paas uski sabhi bandiyan aa gai
Avni- tum pagal ho ladai chod deta naah itna bhi kya ego tha
Ankita- haar jeet toh lagi rhti hai naah itna serious ni hote
Rohit kuch kah pata tabhi usko bahot powerfull aura feel hota hai jo kisi aur ka ni Ruhi ka tha
Ruhi- tumhare paas kuch kahne ko hai rocky tumane 20 level se jada power use ki rohit ke liya
Rohit- miss Ruhi aap itna gussa mat hoiye main toh bas check kr rha tha
Ider Ruhi gussa main pagoda bahar nikal leti hai jisse uski power bahot boost ho chuki thi

Jisee waha ka mohal bahot darwana ho gya tha…
Tabhi anu waha beech main aati hai
Anu- rocky tum jao yaha se
Aur fir anu Ruhi ke paas jati hai aur usse bolti hai tum pagal ho kya control kro sbse phle tumko rohit ko sabhalna chahiye jo bahot jada chotil ho chuka hai jaldi se usko boost kro usne tmra naam par kalank ni lgne diya
Ruhi- agr usse kuch ho jata toh yaad rakna aaj jo hua main uska badla lungi
Anu- tum samjhti kyu ni abhi usko sabhalo
Ider Ruhi us sab se kahti hai tum sabhi ka admission ho gya hai abhi tum log sab jaoo rest kro main rohit ko le kar ja rhi hun raat ko tm sab academy aana aaj tmri cultivation aur knowledge ke baare main bataya jayga
Sadia bahot jaldi khi nikal gai aur ankita usse dek bhi ni pai aur fir Ankita Avni ko dekti hai usse kahti hai tum kon ho
Avni-
Ankita- bolo kon ho tum
Avni- tmri sautan
Ankita ajeeb sa muh bna leti hai aur usse kahti hai us din toh bde bhaav main thi
Avni aur ankita cultivation krna chala gya kyuki rohit toh Ruhi ke sath tha chala gya
Rohit Ruhi ke room par aaya toh rohit usse kahta hai tum yaha kyu le laai mujhe lga tum medical ke chaloge mujhe
Ruhi- ab muh se awaz naah nikale Verna acha ni hoga itna jakhmi ho gya upar se bolte itna ho harkate chutiyon jaisi krna hai kuch ho jata toh
Rohit- hua toh ni naaah
*Chataaaaak*
Ruhi- toh kya ye kam hai haa
Rohit chup ho gya Ruhi bahot gussa main thi abhi usse bolna shi ni tha
Fir Ruhi rohit ko heal krna lagti hai aur usko bahot sunati hai lekin fir Ruhi notice krti hai toh dekti hai rohit so chuka tha
Ruhi- arre ye mujhe kya ho gya hai itna sunaye padi thi usko upar se maar bhi diya
Fir Ruhi kuch sochti hai Sharma jati hai
Fir usko pta ni kya sochti hai lekin fir wo rohit ko peeche se hug karti hai aur so jati hai

Ider ye dono soye pade tha aur rohit ko Ruhi ne jakad rakha tha kas ke aur wo so rhi thi…
Ider in dono ko bahar se anu dek rhi thi aur haste hua kahti hai chlo tmko wo mil gya jo tmra gussa tmri maar kha ska meri banno
Anu- itna saalo baad tum so rhi ho
Ider dusri taraf jaisen jungle main Arohi ke sth ghum rha tha
Arohi- ye tum mujhe kaha ghuma rha ho
Jaisen- kyu ab tmko ched bhii ni skta
Arohi- hat lodu
Jaisen- Badtameez ho yar tum toh
Arohi- kya bulaya hai mujhe yaha
Jaisen- mera liya koi dhang ki soul ring batoo naah 2nd
Arohi- mera paas toh khud koi ability ni hai
Jaisen- tum udaas mat ho main hun naah tmra pass main hmsa tmra sth dunga jab tak zinda rhunga tab tk
Aisa kah kar wo Arohi ki kamar par ek hath rak deta hai
Arohi- line de rha ho haa chalo bachu hato
Aisa kah kar wo jaisen ko dhakel kar bhaag jati hai
Arohi- hehehehe main sab ko btaungi ki ye mujhe line mar rha hai ched rha hai hehehe
Jaisen- arre ruko naah
Arohi- arre arre chlo main toh batunga
Jaisen- mera pass ek idea hai tum rohit se help mago naah wo tumko syd koi abilty de paaye
Arohi- rohit ka chamcha
Jaisen- ae main uska chamcha ni hun
Arohi- acha toh tum usi ke dam par toh uchalte ho kyu
Jaisen- toh wo mera bda bhai hai toh uski zimdedaari hai meri safty krna
Arohi- mujhe pta hai
Ider jab Rohit ki nind khulti hai toh wo dekta hai ki uske seene main Ruhi ghusi hoti hai
Rohit uske baalo ko sahlata hai tabhi uski nind khul jati hai
Ruhi hadbada jaati hai toh Rohit uski kamar par ek hath rak leta hai
Rohit- chup chaap leti rho
Ruhi Sharma kar uth jati hai aur bolti hai gusa toh ni ho mujse
Rohit- kyun
Ruhi- maina tmko mara
Rohit- waise mujhe tmse kuch zaruri baat karni hai
Ruhi- haa bolo kya bat hai
Rohit- dekho
Aisa kah kar Rohit usko bahon main bhar leta hai aur bed par lita kar kiss krna lagta hai

Ruhi acnak hua is hamale se kuch samj ni pa rhi thi lekin usko ek cheez samj aa chuki thi Rohit uski jaan ban chuka hai jisko wo maar bhi skti hai aur dulaar bhi skti hai jo uski kisi bhi baat ka bura naah mane
Fir jaise hi Rohit ne kiss roki Ruhi uth kar baith gayi…. Aur dur ho gai aur boli chlo jao aaj ke liya itna bahot hai…Aaj itna chipak liya bahot haii
Rohit- acha fir chot lagegi toh fir itna pyar milga
Ruhi- saam ko academy main milna aur jaoo Verna thappad pdega…
Rohit- acha main bhi ja rha hun mujhe thoda kaam hai
Rohit jaldi se bhaagte hua jungle nikal jata hai
Rohit- mader chod mujhe kya ho gya tha fltu main Sadia ke sth ye kya kar diya maina
Rohit jungle main ek bahot achi gufa main dekta hai toh wha kone main Sadia baithi hoti hai
Rohit- tum yaha ho tumko main kab se dhud rha tha
Sadia- k k k kya hua kuch kaam tha
Rohit- haan bahot important hai
Sadia- bolo t t thankyouuuu tmne meri help ki waha
Rohit- wo kya main tmri zimdedaari le skta
Sadia-
Rohit- please mujse daro mat main janta hun maina jo kiya wo galat kiya main jo kiya wo main badal toh ni skta
Itna sun kar Sadia rone lagti hai
Rohit- please ro mat Verna sab kahanga main bura hun jo shaadi se pahle hi apni wife ko rula rha hai
Sadia rote hua kahti hai aasu pochte hua tum tum toh mujse baat ni krta tha naah tmko toh main psnd ni thi main Ali ki bahen hun isliya
Rohit hasne lagta hai aur kahta hai mujhe toh aap psnd ho
Rohit- phle Rona toh bnd kro main tmse pyar krta hun agr tm chup ni hui toh main bhi rona lgunga pls chup ho jao naah
Sadia-
Rohit- naraz ho naah
Sadia-
Rohit- arre kuch toh bolo main tmko psnd ni kya
Sadia- aisa ni hai
Rohit- biyaah kregi mujse
Sadia- chodoge toh ni naah mtlab nikal jaane ke baad
Rohit- ni promise kabhi ni chodunga
Sadia-
Rohit- ab toh gussa fuk do naah ab toh tmse pyar bhi krta hun
Sadia- tumne mera sath ganda kaam kiya
Rohit- arre toh Rona band kro
Sadia rote hua bhi itni pyari lag rhi thi upar se wo thi bhi pyari cuteness overload upar se aaj wo aisi dress pahni hui thi ki pucho mat
Lekin tabhi Sadia ne notice kiya ki rohit waapis usko ghur rah hai toh wo aur rone lagti hai
Sadia- sniff* *sniff* tum kya dubara se karna aaya ho
Rohit- arre ni yar tum chup toh ho phle tb toh meri baat sunogi bas roye ja rhi ho
Sadia- chup rho tum hawasi
Rohit- yar tum gf ho meri har couple krta hai ye ab toh gf ho pls chup ho naah
Sadia- ni
Rohit- tum bataoo fir kya chahiye tumko
Sadia- wo karna se pahle socha tha kya pucha tha kya chlo shaadi kro mujse
Rohit- thik hai chalo
Sadia khus ho jati hai aur kiss karna waala hoth bna leti hai aur haste hua kahti hai chalo

Rohit sadia ke ek side ke kando ko dekna lagta hai jo Dik rha tha aur uski bra ki door bhi dekta hai
Sadia- abhi ghurna ka license ni mila
Rohit- haa haa thik hai
Rohit usko le kar ek temple par jaata hai jaha par environment bahot darawana hota hai tabhi uske saamne ek cute si elf baithi hoti hai
Elf- yaha kyu aaya ho bahot time baad koi is temple main aaya hai
Rohit- kyu ni aa sakta tha
Elf- main hun is temple ki priest
Rohit- shaadi krni hai
Elf- kisse krni hai
Rohit- tumse krni hai kregi kya
Elf jhep jati hai
Tabhi uske piche se Sadia aage nikal jati hai aur kahti hai pls hamri shaadi karwa do
Elf- tum toh bahot sunder ho isse shaadi krni hai
Sadia mundi hila deti hai
Elf dono ke saamne ek crystal nikal deti hai aur kahti hai dono is par hath rakho
Rohit aur Sadia waisa hi krta hai
Elf ne dono ka hath main halka halka cut kiya jisse crystal shine karna lga aur tabhi dono ke blood aapas main mil jata hai
Thode time lga ritual karna main lekin fir dono ki shaadi ho gai
Rohit- miss elf kya main apni wife par shield bna skta hun jisse usko koi problem naah ho
Elf- shield aaj ke time par tum kisse apni wife ko protect krna chahta ho waise shield banwana ke liya tmri 10 wife honi chahiye aur sb ke sab sath honi chahiye
Sadia- sab ke sab sath honi chahiye
Elf- haa but uske bahot se fayada honge
Rohit- unhe thankyouuuu kah kar jaane lagta hai
Elf- ye toh mera kaam tha
Rohit aur Sadia ke jaane ke baad elf kahti hai aaj maina ek shadow ability user ko dekha
Elf- ye bahot aage jayga ye yaa toh world ko bachayga yaa toh destroy krega main umid krti hun ye duniya ise bura raaston par chalna par majbur naah kre
Ider se Sadia rohit ko dekti hai toh kahti hai tumko pta hai main choti thi toh papa mujhe roj ghummi karana lekar jata tha
Rohit- haa mujhe bhi yaad hai
Sadia- waise bhuk lagi hai chalo kuch khilao naah
Rohit- haa chlo naah jungle main kuch mil jayga
Sadia- kya hai dhree dhree chlo naah
Rohit-
Sadia- ab itna dhree bhi ni kha normal tarika se chlo
Rohit abhi tak silent thi ab shadi baad voilent hoti ja rhi hai
Sadia- kuch kaha kya
Rohit- n n nhi toh
Sadia haste hua uska hath pakad kar jungle main chal deti hai
Sadia- ab ghur skta ho mujhe ab no problem
Rohit- smile krta hua achi lagti ho
Sadia- hehehehe

Sadia- mera pyara sa hubby ab main hmsa tmra paas rhungi pkka kbhi tmko udaas ni krungii
Sadia- mera hammer dekho ho golden colour ka haii….jab main 90 level ke aas paas rhungi toh mere hammer 1000 kg se bhi jaada ho jayga
Sadia- hehehe
Rohit Sadia ko dekta hai jo is time bahot khus lag rhi thi
Rohit usko dekta hai toh usko piche se hug kar leta hai Aur uske gaalo par kiss kr leta hai

Sadia uske bahon main bas muskura rhi hoti hai
Aur fir usko kuch naah kuch batane lagti hai
Sadia ne bahot kuch face kiya tha aaj jab uski shaadi ho gai toh wo bs khus thi yaa yu kahe ki abse wo khus hi rhegii
Rohit- subah naraz thi mujse
Sadia- main dar gai thi bahot seedhi saadhi thi main
Rohit- sorry
Sadia- tum ye sab kar rha tha isliya main reaction ni de paayi kuch lekin koi aur hots toh main marna pasnd krti lekin ab thik hai tum mera hubby ho gya toh sb okay hai
Rohit- mujhe lga tum naraz rhogi
Sadia- main tmri aaankon main aasu dekhi toh dil pigal gya but jab daat rhi thi tumko toh chup chaap meri daat sun rha tha uske baad seedha purpose hi kr diya tumne Toh main maan gai
Rohit-Ab raat hone waali hai hme academy nikala chaiye
Sadia-chlo
Rohit usko apni bahon se ajaad ni krta bas usko hi dekta rhta hai
Sadia- kya hua
Rohit- k k kuch ni
Sadia- kuch chahiye
Rohit- haa mera Matlab nhi
Sadia- toh chalo naah
Rohit- wifu
Sadia- hmm
Rohit- thoda pyar kr le fir chala
Uske baad Rohit Sadia ko ped par sata kar hoth chuhme lagta hai
Aur is baar Sadia ne uske sir par apna hath rak kar manjuri de di

Rohit- mujhe lga tum mna kr dogi
Sadia- kya kah kar mana kru ki wife ko pyaar naah karo
Rohit- I love you
Sadia- masaka mat maro jo tum soch rha ho waha abhi bhi pain hai
Rohit- haste hua Sadia ko apne bahon main le kar chalna lagta hai
Sadia- i love you too
Ider rohit usko le kar ja hi rha tha academy ki taraf raaste main ek ped ke niche usko Avni Ruhi ankita milte hai teeno ek sath kahte hai hme toh aisa pyar ni kiya
Rohit- haa haa bina pyar ke teeno yaha khada ho
Ider Ruhi nikal jati hai academy aur wo teeno uske pichhe
Aur wo jane lagta hai tabhi Arohi bhi aa jati hai jaisen ke sth
Ider ye sab academy jata hai toh Arohi kahti hai aap sab aaj training krnga naah
Ankita- ha
Arohi fir udaas ho jati hai tbhi rohit ko kuch yaad aata hai aur wo kahta hai aap sab academy chlo aur Ruhi aur Arohi aap mera sth aao
Jaisen- kya hua brother
Arohi- kya aap mera liya koi ability dhud li hai kya
Rohit- tum chup chaap chlogi yaa ni
Arohi- khadus
Teeno waapis ek bde pather par aa jata hai
Aur rohit Ruhi se kahta hai jab maina phli baar Ankita log ko bachya tha tab mera saamne ek ajeeb se beast mara gya tha tab usse ye nikali thi
Rohit apna hathon main le kar Ruhi ko dikata hai

Arohi ka pura dhyaan is par ni tha ki rohit usko ability de rha uska dhayan is par tha ki rohit ne ek hath main ajeeb sa plant hai toh dusra hath Ruhi ke kandhe main jo is world ki sabse sunder mage main se ek thi
Ek tarah se Rohit ne Ruhi elder ko hug kar rakha hai
Tabhi Arohi ko Ruhi ki awaz aati hai
Ruhi- ye blue silver grass hai ek ability hai lekin iske cultivater ko bahot hard work krna pdta hai
Ruhi- but ye Arohi ke liya suitable hai
Arohi- thankyouuuu main aap sab ka ye ahsaan kbhi ni bhul paungi
Ider rohit ko lund kuch farak ni pad rha tha wo toh bas Ruhi ko chedna aaya tha yaha
Tabhi Ruhi ko feel hota hai ki Rohit ka ek hath uske gaand par hai tabhi uska gaal laal ho jate hai
Ruhi- tumko b b bahot problem hogi kyuki tum immortal stage par aane ke baad ability le rhi ho but puri mehnat krna apna dhyaan ability ko consume karna main lagana
Ruhi- yaad rakna ability hamre heart main jati hai toh pain hoga but tmko jab lga ki tum bardaash ni kar poogi toh main help krungi
Tabhi wo plant ek bda shape main aa jata hai aur Arohi usko consume krna ke liya meditate karna lag jati hai
Ider Ruhi ko lekar rohit thoda dur aata hai tabhi Ruhi kahti hai dimag shi ni hai kya tmra
Rohit- toh kya kru ni rah pata tmra bina toh pyar krta hun tmse jab dekho daat deti ho kya kru haa
Ider Arohi apna pura dhyaan consume karna main lagaye hui thi
Arohi ko aisa lag rha tha ki uske heart main wo plant ug rha tha wo dard se pagal hone lagi
Arohi- heeeeelpppp Ruhi mammmm
Arohi baar baar chilane lagti hai lekin koi uski help ni kar rha tha
Ider dusre taraf

Ruhi- rohitttt kya kar rha ho hattoo control kro rohit nii hato
Rohit- plsss
Ruhi- thik but kpde ni utaro upar se bas 5 mint ki baat hui thi tum 30 mint ke upar ho gya hai rohittt
Ruhi rohit se alg ho kar jaldi se apni dress thik karti hai
Aur kahti hai ab se main samj gai kbhi bhi tmra saamne aise kapdo main ni aaungi Verna tm mera upar hi chade rhoge
Rohit- kyun
Ruhi- ab chlo yarr baad main karna kiss main mna ni krungi chlo verna Arohi ko main kya bolungi
Ruhi man main sochti hai pura seena dard kr rha hai kameena se aisa masal hai mujhe
Rohit- sorry dard kar rha hai seena
Ruhi- ni us time toh masalne pda tha jaise waapis
Tabhi Ruhi chup ho jati hai
Rohit- sorry
Ruhi- koi bat ni
Ruhi man main sochti hai is planet ke log mujhe master mind samjhta hai meri power ka galt use krna chahta hai ek ye hai isko bas mera se kiss chahiye hoti hai shaadi krne ki padi hai isko iski inhi harkato ki Wagah se mujhe isse pyar hai
Ruhi- tum mera baare main kya sochta ho
Rohit- yhi ki meri wife ho tum aur main tmko protect krunga
Ruhi hasne lagti hai aur kahti hai pagal phle cultivation par dhyaan do
Ider jaise hi Rohit aur Ruhi Arohi ke paas aata hai wo khoon se latpat hoti hai jaldi se Ruhi aur rohit isko le kar academy aate hai aur anu ko dikate hai
Ruhi- jaoo hall main aaj bhot important cheez batayi jaygii tmko jo tmra kaam aaygi main ider sbhal lungi whi milungi tmko
Rohit ider hall main aata hai
Dusri taraf
Anu- tum kya kar rhi thi Ruhi ye marte marte bachi hai
Ruhi- wo main
Anu- but isne ability consume kar li aur aaj class main soul arena ke bare main batya jayga
Ruhi- haa maina sab ko hall main khada kr diya hai
Anu ki nazer Ruhi par padti hai toh wo hasne lagti hai aur sharmate hua bolti hai ab samjhi main kyu tum Arohi ki madad ni ki
Ruhi- kya samjhi
Anu- baal shi karo apna aur love bite baal se chipa lo
Ruhi ab laal ho chuki thi