Update 18
Rohit- di ye principal mam mujhe kyu dhud rhi haii..
Ali- tune bhi notice kiya naah..
Rohit- han yar hme hi dek rhi hai..
Afisha- main help kru.
Avni- ni tujhe krni ki jaururt ni hai fir kaand kr degi shaitan ki nani chal tu chup chaap.
Divya- tum sab ne phle din kuch kaand kiya tha nah yad hai nah
Ali- wo bsdk haan yad hai didi.
Sadia- isiliya dar rhi hai mam aur jisko tumne mara uske bhai ne hi ye kand kiya hai saare police waala mare gya..
Vishal- Ali bhai hm sb chal sarak leta hai..
Rohit- mera hota hua tension ki jaurrt ni hai tu bekikar rah smjha kya..
Avni- wo sab toh thik hai subah se jaya ni mil rhi yar kuch karna pdega..
Chal ek kam krta hai nah sabse phle chal sbko ghar chod deta hai fir dhudne nikalta hai..
Rohit- Vishal tu bahen ko dhudna kaha kaha gya.
Vishal- bhai main khi ni gya thoda kam aa gya tha.
Ali- bhai chod isko tu ghar chod di log ko fir apan dhudne nikalta haii..
Divya- kyu hm sb ke sath kyu ni chal skta dhudna.
Rohit- di aapko mera upar trust hai nah hm dhud denga dhup bahot ho gai hai plss aap chalo nah abhi..
Fir Rohit car le kar sb ko chodna nikal jata hai…
Car main divya ka toh hal thik bhi tha but lekin Avni ek dm ghum shum ho kar baithi thi..
Divya- koi bat ni Avni Rohit usko dhud lega tu ro mt.
Avni- hm
Divya ko wo pal yad aata hai jab Avni aur jaya choti thi dono hmsa sth rhti thi ek dusre ko bina kuch kahe samj jati thi…
Rohit- di ghar aa gya aap log jaiye main dhud ke aaata hun..
Avni- main bhi chalungi..
Afisha- bab i mean rohit car socide point par le kar jana wo safe hongi Avni ko lekar jana..
Divya- ab main bhi chalungi smjha tu.
Rohit- ab hm sb chalte haii.
Rohit socide point sun kar bahot tej car le kar seedha socide point pahucha.
Rohit car le kar waha pahucha..
Jaise hi Rohit waha pahuchta hai dekta hai jaya waha jameen par baith ke bahot jor jor se ro rhi hoti haiii..
Avni- ja jaya kya hua meri jaan ek bar bta de kya hua..
Jaya bas roye ja rhi thi
Avni- pls bta kya hua ek bar bta de kya hua…
Jaya- wo hum ek daldal fas gya jaha se kbhi nikal ni paungii..
Rohit- arre aap uski tension mat lo so daldal hm khtm kr denga aap bas befikar ho batoo aur apne hum bola wo dusra kon hai?
Jaya fir se rone lgti haii.
Avni- dek tu tension mat le bas ek bar bta de bat kya hai yaha sab apne hai jaya..
Jaya- main vaibhav se pyar krti thi lekin wo mera fayda utha rha tha ekdin usne meri video bna li dress change krta time..
Jaya- aur aaj usne meri college main ijjat lutne ki kosis ki main mar jaungi lekin aisa ni hone dungii..
Jaya- meri ijjat mera liya jaan se bhi jada pyari hai Avni wo video usne Aaj suraj ko bhi de daali aur ab kya karu main kaha muh dikao kon krega shaadi mujse bol.
Avni-pls tu rona band kr sb shi ho jayga pls tu rona band kro..
Divya- tu phle saant rah is choti si bat par ro rhi hai shaadi toh mera bhai hi kar lega tujse bol banegi meri bhabhi..
Jaya- majak mat kar main mar jaungi jeeta.
Rohit- jao mar jao jao chat par se khud jao jao nah..
Divya- rohitt mind ur language..
Rohit- aap sab car main jaoo..
Afisha- main sab ko lekar ghar jati hun tum scooty se aana di ke..
Rohit- han ap sab jaiye main sab sbhal lunga jaiye ye jab waapis aayngi toh thik rhega sab..
Rohit- rona band krogii yar aap..
Jaya- rona lgti hai main mar jaungi rohittt mera sth aisa kyu maina kya bigada tha kisi ka…
Rohit-shhh wo dusri kon hai btoge aur video main kya kya kiya tha aapne..
Jaya- maina kuch ni kiya hai uske sth usne mera hothon ko bhi touch ni kar paya abhi tak..
Rohit-tab itna sab video kaisa..
Jaya- usne mera liya dress laai aur boli change kr ke aao aur uski video uski pas hai aur ab wo mera use karna chahta haii.
Rohit- ab rona band kro main thik kar dunga sab….
Rohit- thik hai chalo abhi ke abhi wo video agr main delete krwa dun tb..
Rohit- kya aap confirm ho suraj ke pas bhi h video
Jaya- wo mujhe kah rha tha main dar gai aaj usne mujhe bulaya tha main gai toh kai ladka tha .
Rohit- shhh main sb thik kr dunga video meri zimdedaari hai aap chup rho thik hai agr video leak hota bhi hai toh bhi main apke sth hun ab saant rhiye thik haii..