Pyaar Ke Bandhan – Update 30
Nani: beta mujhe pata hai ki tumne yah Faisla bahut Soch Samajh Kar Liya Hai ab chalkar shaadi ki shopping bhi kar le aakhir nakul ki bhi apni biwi ko Lekar kuchh ichchayen hongi to Main chahti hun ki Tum Bhi uski UN ichchaon ko pura karo
Nandini: ji maa aap theek kah rahi hain mujhe bhi shaadi ka naya joda mangalsutra aur kuchh fancy dresses leni hai kyunki mujhe pata hai ki aajkal ke ladkon ko kya pasand hai aur Main koi Kami nahin Rakhna chahti
Agale Din donon maa Beti shopping per Jaate Hain aur Nakul ghar per Akela Hota Hai vah Apna phone nikalta hai aur Navya didi ko call lagata hai
Nakul: hello didi aap log ladakh pahunch gaye?
Navya: han bhai bus 2 ghante mein pahunch jaenge tum batao ghar per sab kaise hain
Nakul ab kya batata ki Unke Jaate hi kya kya hua vah Sochta hai abhi in donon ko koi baat nahin bataega yah sari baten vah nandini se shaadi karne ke bad hi bataega
Nakul: yahan sab theek hai aur Natasha didi Kaisi Hain
Navya: yahin hai le baat kar le kab se teri Yaad Mein Mari ja rahi hai aur mujhe bhi pareshan kar rakha hai
Natasha: hello mera Betu kya kar raha hai
Nakul: kuchh Nahin didi bus aapko Yad kar raha hun
Natasha: to Fir jaldi se a Jana Mera Betu teri didi bhi teri Yad Mein Tadap rahi hai do din nahin pure Hue Abhi per Aisa Lagta Hai Jaise Kai Sal Ho Gaye jo Tujhe Nahin Dekha

Nakul: bus Meri didi meri jaan kuchh Din Aur fIR main vahan per a Jaunga aur apni Pyari Si didi ko khoob Sara Pyar karunga
Natasha: theek hai meri jaan jaldi aana okay ab phone rakhti hun
Nakul phone katne ke bad yah Sochta hai ki Kahin vah maa Ke Pyar Ko pane Ke Badle apni bahanon Ka Dil To Nahin Tod dega kyunki abhi use yah pata nahin ki yah sari Baat janne ke bad navya aur Natasha kaise react karengi per ab wo bahut Aage badh chuka tha aur Piche Nahin a sakta tha aur na hi wo Nandini ka Dil Tod sakta tha kyuki uski maa ne uske sath apne pure jivan Ka Sapna dekh liya tha aur wo us Sapne ko todne ki himmat nahin kar sakta tha
Idhar Nandini aur Nani donon shopping karke sham ko Wapas Ghar Aaye to Nakul ne donon ko chai Banakar Pilai
Nani kya baat hai beta abhi se apni biwi ki Itni Seva kar raha hai to bad mein to ise uthne hi nahin dega
Nandini yah sunkar Sharma Jaati Hai Aur kahati Hai kya maa aap bhi kuchh Bhi bolati Ho ye mera beta bhi hai to kya meri Itni Seva bhi nahin Karega
Nakul: bolata hai ki maa aap Hamesha Meri maa Rahengi ye Rishta Kabhi Nahin Badal Sakta aur us Naate main Jivan Bhar aapke Charanon ka Das hi rahunga
Nani: vaise bhi charanon ka Das donon hi hote hain chahe vah Beta Ho ya pati aur Yahan to Tum ab donon hi dharm Nibhaoge ye kehkar nani hasne lagti hai.
Nandini: maa Mujhe garv hai apne bete per ki wo ek Aurat ko pura Samman deta hai chahe wo koi Bhi Ho aur khushnasib Hun Main ki Main uski ardhangini banne ja rahi hun aisa beta aur Pati Pakar mera Jivan dhanya Ho Gaya mujhe ab aur Kuchh Nahin chahie apne Parivar Ke Siva jismein sirf aap aur mere teenon bacche aate Hain.