You dont have javascript enabled! Please enable it! Life of an Engineer – Update 185 | Adultery | Romance | Thriller - KamKatha
Life of an Engineer - Adultery-Romance-Thriller Story

Life of an Engineer – Update 185 | Adultery | Romance | Thriller

Update-185

Daksh sare bakchodo ke sath bakchodi kar raha tha

Ruhi- Daksh maine suna aajkal pooja aaradhna me busy ho raha hai tu?
Daksh- bhagwan kasam main kisi aaradhna ko nahi janta

Hritik- bhai aur naya character nahi chahiye please
Bc sare readers galliya dene lag jayenge
Daksh- maine to mana kiya hai ki nahi janta main

Pawan- dar lagta hai bc mujhe tere aise bolne se
Daksh- sale aaj tak shanti to mili nahi
Bakchodi pe bakchodi ho rahi hai

Karan- tere jaiso ke sath aisa hi hona tha
Daksh- gand mara le na mere se

Ruhi- Daksh kahi gumne chalte hai na
Last year hai fir sab khatam
Daksh- date pe chalegi?
Bata konsa flavour lau?

Ruhi- vo sab Hritik le aayega
Usse pata hai
Daksh- main pooja ko sath leke chalunga

Arjun- bc sareef ladki hai jane de na
Daksh- kiran ko pakad lu fir?

Arjun- bc har baar kiran kaha se bich me aajati hai?
Har jagah kiran kiran kiran karta rahta hai
Daksh- bahut mast hai uski

Karan- Daksh bc please
Dost hai vo humari
Sale thodi to saram kar
Daksh- thodi saram karli
Khush ab

Ruhi- agar mera bas chalta to eske lachili haddi ukhad fekti
Daksh- kya boli?
Muh me le leti?

Ruhi- ukhad ke fek deti
Dhayan se sun le ukhad ke fek deti
Daksh- apna manhus chehra leke nikal le yaha se

Arjun- kaha chalna hai ye decide kar le?
Pawan- red light area chalte hai

Daksh- my brother
Hritik- bhai serious ho jaye?
Pure college bakchodi me nikal diya
Ab to kuch seriously kar lete hai

Pawan- Daksh ye bacha paida kar raha hai Kya?
Daksh- lag to aisa hi raha hai
Ruhi ha bol ke dil mat tod dena mera

Ruhi- tu kaam kar na apna
Bc sidhi baat to tujhse hoti nahi
Karan- sala ruhi galliya de rahi hai?
Kaan to kharab nahi ho gya mera

Ruhi- tere jaise kutte dosto ka hi natiza hai
Daksh- tum log decide kar lo
Main pooja path karke aata hu

Arjun- abe ek baar decide kar lete hai
Daksh- tu kar le decide
Aur Daksh vaha se nikal gaya

Pooja humesha vahi milti hai jaha Nidhi dusri sabse jada milti thi

Park me

Daksh uske pass jake
Main firse aagya pooja ke pass bath ke bola

Sayad es baar pooja ne Daksh ko aata dekh liya tha esliye vo etni chauki nahi

Pooja- hie
Daksh- how you doing?

Pooja- very good
You
Daksh- always good

Pooja- nice
Daksh- help chahiye thi tumhri kuch

Pooja- kya?
Daksh- main electrical engine bana raha hu
Aur tum electric engine padh rahi ho so if you in…..

Pooja- agar tum flirt nahi karoge to
Daksh- hmm chalo koe baat nahi kisi aur ko dond lunga

Pooja- matlab flirt karna jaruri hai?
Daksh- bahut jaruri hai
Khana nahi pachta mera bina flirt kiye

Pooja- okay fir dund lo kisi ko
Daksh- sala 5 December hai hi kharab din

Pooja- lekin aaj 4 December hai
Daksh- shit it’s like I forget a date, can I get one?

Pooja ko do minutes lage samjhne me ki Daksh ne abhi kya bola aur uska kya matlab tha

Pooja- wow
Vo bas yehi bol paye
Daksh- chale fir?

Pooja- nahi lekin eske badle I will help you in your engine
Daksh- that will work too
Thanks

Pooja- no problem

Fir Daksh ne thodi der aur bakchodi ki aur uske baad vaha se chala gaya

Ab humne bhi bahut pooja kar li esliye ab khushi se bhi mil lena chahiye

Shanti- beta tumhe kya Hua hai?
Kuch dino se kafi udash lag rahi ho
Khushi- nahi Maa aisa to kuch nahi hai

Shanti- ab apni maa se juth bologe?
Khushi- Maa please

Rao(orphange ka bujurg) – bataegi kaise?
Mana kiya tha maine ki Daksh se door raho lekin meri sunta kon hai
Shanti- Daksh?
Kya Kiya usne meri beti ke sath?

Rao- apne beti se pucho usne kya kiya aur kiske kahne par kiya
Khushi- main sirf apni job kar rahi thi

Rao- koe job nahi thi vo
Tumhre Malik ne use kiya hai bas tumhe
Aur Meri to koe sunta hi nahi hai
Shanti- hua kya?
Koe mujhe bataega?
Daksh ne kya kiya?

Rao- ye raichand ke sath mil ke Daksh ko expose karne ki kosis kar rahi thi
Daksh ke khilaf saboot dikha rahi thi live
To utha liya Daksh ne
Shanti- hey bhagwan
Usne kuch Kiya to nahi tujhe beti?
Khushi ke chehra apne hatho me lete hue

Rao- ye jo jhakam ke nisaan hai ye usne hi to diye hai
Ab jana aur mang help raichand se
Shanti- aap chhup raho
Etna sab hogya meri beti ke sath aur mujhe kisi ne kuch bataya bhi nahi
Tu mujh se promise kar ki Daksh se door rahegi

Khushi- aap log kyu etna over react kar rahe hai?
Etna to Daksh bhi samjh gaya tha ki main bas apni job kar rahi thi
Shanti- Daksh kuch nahi samjhta beti
Kuch bhi nahi

Khushi- aapko kya pata Daksh ke bare me
Shanti- tu chal ander

Fir shanti khushi ko ander leke chali gaye

Shanti- beta promise me tu Daksh ke samne dobara nahi jayegi aur na uske kaam me rukavat paida karegi
Khushi- Maa aap log kuch batate to ho nahi bas ye bolte rahte ho Daksh ke samne mat jana
Ye mat karna vo mat karna
Lekin kyu nahi karna ye koe batata nahi hai

Shanti- Daksh tera saga bhai hai
Khushi-.
.
.
.
.

Khushi se kuch bola hi nahi gaya
Shekhar ne usse humesha beti ki tarah rakha lekin kabhi kisi ne ye nahi bataya ki vo uska asli baap hai

Shanti- shekhar ki first born hai tu
Lekin raichand beti nahi chahti thi esliye shekhar ne usse juth bol diya ki bacha paida hote hi mar gaya aur tujhe yaha le aaya

Shanti- shekhar sochta tha ki ek din sab normal ho jayega lekin kabhi aisa hua nahi aur Daksh ke hone ke baad to sab aur jada bigdata chala gaya
Ye jo bhi story hai na ki Daksh bachpan me bahut shant rahta tha innocent tha ye sab juth hai
Daksh bachpan se hi etna violent tha
Usse ghar ka violence dekha aur bahar same to same replicate kar diya
Daksh ka bachpan etna brutal tha ki usse majburi me hostel bejhna pada

Daksh bachpan me bacho ko marta aur fir unke khoon ko sungne bath jata
Jaise usse nasha ho khoon ka

Aur Daksh bahut bada reason tha ki shekhar ne kabhi tumhe kisi se introduce hi nahi karaya

Daksh normal nahi hai
Usse dual personality disorder hai
Jab hasta hai to khub hasta hai, khush rahta hai lekin jab usse gussa aata hai to vo ek dam different person ban jata hai

Tum uske sath nahi rahti lekin agar koe uske sath hai to fir vo bahut easily es baat samjh sakta hai ki Daksh ka mood kitna swing hota hai

Vo ek second kuch bolta hai aur ek second kuch alag

Khushi- aisa kuch nahi hai
Shanti- aisa hi hai
Esliye usse door raho

Khushi- lekin vo mera bhai hai maa
Mera chhota bhai
Shanti- uske liye koe rishta nahi hai beta
Usse bas lust and violence ka pata hai
Eske alava usse pata nahi kuch

Khushi- aap galat ho
Daksh bahut door tak ka plan banaye batha hai
Vo normal nahi hai manti hu lekin vo extra ordinary hai
Uska dimag normal logo se jada chalta hai

Ha manti hu violence bahut karta hai lekin ye to bachpan ka natiza hai na
Bachpan me jaisa hua vaisa hi insaan ban jata hai
Aur usse change bhi kiya ja sakta hai

Shanti- lekin Daksh ko change nahi kiya ja sakta
Kiran ke sath Daksh bachpan me bahut khela hai
Vo uski bahut achi dost thi bachpan me ekmatar bhi
Lekin ab dekho
Kiran ke maa baap ke sath usne kya kiya
Aur kiran ke sath kya kya kiya hoga eska to kisi ko andaza bhi nahi hai

Aur beta ladko ke liye dosti sabse important hoti hai jab usne apne dosto ke bare me nahi socha to tum to uske liye ek stranger ho

Kaat dalega bich se tumhe vo aur dakar bhi nahi marega kacha kha ke

Khushi- papa ko kisne mara?
Shanti- Roy ne

Khushi- kyu?
Shanti- Roy kiski chaatate hai?
Raichand ki
To fir mara kiske liye hoga raichand ke liye

Khushi- raichand apne hi husband ko kyu maregi?
Shanti- raichand upar to shekar ke paiso se hi aaya hai
Sab kuch shekhar ka hi to tha
Lekin jab raichand ne bura kaam suru kiya to shekhar ne oppose kiya aur fir raichand ne usse faisa kar jail me bejhva diya
Jail me shekar public witness banane ko tayar hogya aur vo raichand ke raaz dunia ko batane wala tha esliye raichand ne usse maar diya

Khushi- konse raaz?
Shanti- jitne bade aadmi utne bade aur gande raaz

Khushi- meri asli maa raichand hai?
Shanti- teri kismat Daksh se jada achi thodi hai
Dono ek hi kokh se nikle ho
Aur dono hi apno se door ho
Fark bas Etna hai tumne insaniyat chhuni aur usne havaniyat…..

Please complete the required fields.




Leave a Comment

Scroll to Top