UPDATE – 102
jaisa ki aapne pichle update me padha tha ki kajal or ashu ki baaten hoti rahti hai
or kajal ashu ko fir se sach batane se mana kar deti hai …
or itne me hi neeta mami bich me aa jati hai or
sab kuch bich me hi ruk jata hai ,,,
aise hi kuch din or hasi majak me beet gaye…
or kajal ne ashu ko kahi bhi nahi jaane diya,,,
jab bhi ashu bua ya fir kisi or bahane se kisi ko bhi chodne ke liye jana chahta tha tab
kajal use jane se rok diya karti thi ,,
or haqiqat hi yahi hai ki kajal ashu ko itna janti thi ki use koi galat kaam nahi karne diya karti thi
or wo chahti thi ki ashu kahin bhi na jaye ,,
waise aisa kabhi bhi nahi hua tha ki kajal ne ashu ko roka tha,,
or ab pata nahi kyo wo ashu ko kahi bhi nahi jane de rahi thi ,,,
har baar wo apni bimari ka bahana karne lag jati thi ,,
or wo janti thi ki ashu ko ek baar kah diya ki mujhe takleef hai to wo kahi bhi use hodkar ja bhi nahi sakta tha
or hota bhi aisa hi tha,,
yaha ashu bhi janta tha ki kajal aisa jaanbujhkar kar rahi hai
or wo sab samajh bhi raha tha,,,
or ashu ne kai baar kajal se pucha tha is bare me ki aisa kyo kar rahi hai …
pahle to usne kabhi bhi mujhe nahi roka tha to ab kyo rok rahi hai mujhe,,
or wo ye sab kyo kar rahi hai ,,
par kajal ne har baar yah kah kar ki abhi nahi ,,,
mujhe thoda waqt de main tujhe sab kuch bata dungi or
main wada karti hu ki main tujhe wo khushi dungi ki tu hamesha mere paas hi rahega,,,
ashu ko kuch samajh hi nahi aa raha tha ki ye kya bol rahi hai or kaisi khushi degi ye mujhe
aisa kya hai iske paas ,,,
phir ashu ne socha ki ab intejaar karna hi thik rahega ,,,
or aisa karte karte 2 mahine beet gaye ,,,
or kajal bhi thik ho gayee thi,,,
or sabhi ab ghar me khush the
tab ek din kajal ashu ke kamre me gayi or ashu se kaha
ka – ashu chal mujhe bahar ghumane le chal
as – kyo ab kya hua
ka – kuch nahi bas aise hi le chal
as – thik hai
or kajal or ashu drive karke nikal gaye or kajal ahsu ko ek talab kinare lekar chali gayi,,
or dono wahi par jakar baith gaye ,,,
ka – ashu aaj wo din hai jiska tujhe intejaar tha ,,, aaj main tujhe sab sach batane ja rahi hu,,
ashu bhi bahut hi jyada khush ho gaya tha ki aaj use sab kuch janne ko milega ,,,
par yaha kajal ek taraf khush thi to ek taraf wo dukhi bhi thi
kyoki use sach malum tha,,
or wo janti thi ki agar ashu ko sab sach bata diya to wo tut jayega
par kajal ne ashu ke liye iska bhi ilaaj dhundh liya tha,,,,
kajal – ashu main tujhe jo bhi batane ja rahi hu wo sab bilkul sach hai or
jo bhi main kahu us par ghusaa mat hona
as – matleb main samjha nahi
kajal janti hti ki ye jarur ghusaa hoga to usne tabhi ek awaz lagayi
shweta ,,,
or itne me hi shweta waha se chalti hui un dono ki taraf aane lagi,,
ashu ko to yakeen hi nahi ho raha tha ki ye kya ho raha hai,,,
shweta ab ashu ke side me baith gayi
ab ek tarf kajal baithi thi or ek tarf shweta ,,,
or dono ne hi ek dusre ki taraf smile paas ki or kajal or shweta ne ashu ke hath ko pakda or apna
hath ashu ke bagal me se daal kar ashu ke hath pakad liya or sath hi sath dono ne hi asu ke kandhe par
sir tika diya or yaha ashu ki samajh me hi nahi aaya ki ye achanak kya ho gaya or shweta didi kaise
ye sab ,,,, ashu ki kuch samajh me hi nahi aa raha tha,,,
as – didi aap yaha,,,
sw – didi nahi ab mujhe jaanu bulao,, mere patidev,,,
patidev or jaanu sabd sunte hi ashu ke to pairo tale hi jameen khishak gayi ki ye kya ho gaya ,,,