UPDATE NEW
hum dono tannu didi ke room me chle gye aur dono ek dusre ke baho me so gye aaj pehli baar tha ke meri baho me koi jawan ladki thi par mere ander ek baar bhi galat feeling nhi aayi hawas bahar nhi aayi pata nhi kya tha par aaj dil ko sakoon bahut mil rhaa tha sayad aisa sakoon mujhe kabhi kisi ke sath sex kar ke bhi nhi mila tha jo aaj sif tannu didi ki baho me so kar mil raha tha
aise hi main pata nhi kya sochta sochta so gya
ab aage……..
subh jab utha toh tannu didi meri baho me thi uske chehre par asim masumiyat thi
maine pyar se unke chehre par hath ghumya aur usse uthya tannu didi ko
main:-didi uth jao naa subh ho gyi running ko bhi jana hai
tannu:-mohit sone de naa mujhe acha lag raha hai
main:-woh toh pata hai par running bhi toh karni hai
tannu:-aaj rehne de naa
main:-acha teek hai main coffee le aata hu hum dono ke liye ab toh choddiye
tannu:-kuch laane aur kahi jane ki jarurt nhi aise hi leta reh
main:-aap meri aadat kharab kar rhi ho
tannu:-kuch nhi hota ek din me itni achi body toh banyi huyi hai
main:-acha teek hai ab aap so jaiye aram se
tannu fir mujh se chipak ke so gyi maine usse dekhne laga kal tak jo itni khatarnak thi jiss se mujhe thoda dar lagta tha
aaj itni masum lag rhi thi ke iss se jada koi masum toh koi aur ho hi nhi sakta
main pyar se uske baalo me ungliya ghumne laga jiss se tannu ke chehre par smile aa gyi
tannu main lagatar dekhta raha pata nhi mujhe kya hota jaa raha tha
tabhi door knock hone laga
maine jab waqt dekha toh 7 bajh gye the matlb main 2 ghante se tannu ko dekh raha tha
main:-didi utho naa koi door knock kar rhaa hai
tannu:-karne de naa mujhe aur sona hai
main:-suno naa didi plss uth jao mujhe fresh hona hai plss
tannu uth ke baith jati hai aur mera chehra pakad mere gaalo ko chum leti hai
tannu:-tujhe kabhi plss yaa sorry kehne ki jarurt nhi ab jakar dekh kon hai main tab tak fresh ho lu aur aaj mujhe tere hath ki coffee peeni hai kyoki pichli baar reh gyi thi
main:-acha teek hai ab jaiye nhi koi door tod dega
tannu uth kar washroom chli gyi wahi main jakar door open kiya toh samne payal aur juhi didi thi
juhi:-(gusse me) kya kar rahe the
main:-soo raha tha aur kya karo gaa didi
payal:-running karne kyo nhi aaye
main:-woh kya ke main thakk gya tha
juhi:-(gusse me) chinn liya naa didi ne mujhse aap ko maine socha didi badal gyi hai par nhi unho ne mujhse bas apko chinna tha unko meri kabhi khushi pasand nhi
juhi ek dum se rone lagi main thoda ghabra gya
payal:-aisi koi baat nhi didi woh bhaiya bol rahe hai naa woh thakk gye the
juhi:-toh mere kamre me bhi aa kar so sakte the unke kamre me hi jane ki kya jarurt thi.
main:-didi aisi koi baat nhi
juhi:-aisi hi baat hai
main abhi kuch bolta yaa chup karata ke tabhi room me se tannu didi aa gyi aur jab juhi ko rote dekha toh woh unke pas chli gyi
tannu:-kya hua gudiya
juhi:-maat kahiye mujhe gudiya aap ne mohit ko chinn liya mujhse
tannu:-acha iss liye roo rhi ho tum…mohit tum jao aur coffee lekar aao sabke liye aur tum mere sath chl
juhi:-mujhe nhi jana
tannu didi nhi manti aur jabardasti usse room me le jati hai sath me payal bhi chli jati hai wahi main coffee babne chl diya tha mujhe nhi dar tha tannu didi kuch bol naa de juhi…juhi ek bhauk ladki thi par pata nhi kyo mujhe laga jaise tannu ab woh tannu nhi rahi ji ziddi thi
*********************
room me jab tannu juhi ko room me le aayi toh juhi ab bhi bahut rooo rhi thi
room me aate hi tannu ne juhi ko gale se laga liya wahi tannu ke gale lagte hi juhi chhutne ke liye chhatpatane lagi par tannu ne usse nhi chhoda kuch hi der me juhi sant ho gyi par rona band nhi hua
tannu:-chup hoja gudiya i am sorry agar tumhe aisa laga ke maine mohit ko tumse chinn liya par juhi aisa nhi hai
juhi:-aisa hi hai
tannu:-acha meri baat toh suno
juhi:-nhi aap gandi ho
tannu:-acha teek hai main gandi hu par meri baat toh sunn lo
payal:-didi sun lo naa
tannu:-gudiya mohit ko koi tujhse nhi chinn raha woh jitna mera bhai hai usse kahi jada hakk tera hi hai meri gudiya
juhi:-toh bhaiya sif apke pas hi kyo sote hai mere pas kabhi kyo nhi sote
tannu:-(muskura kar) acha yeh baat hai acha teek hai aaj tere pas soye gaa mohit aur mohit nhi main uske pas jati hu sone tu bhi aa jaye kar par aaj tu aur Mohit sona main nhi aao gaa
payal:-didi mera bhi bhai hai mujhe bhi sone do unke pas
juhi:-pehle mujhe sone de fir teri bari tu mujhse bhi choti hai
issi baat par teeno hasne lagte hai
payal:-tannu didi ek baat pocho
tannu:-poch meri behan
payal:-bhaiya ab office jaye gye ke nhi abhi maine papa se suna ke mohit ne office chhod diya
tannu:-jiss office me mere bhai ki bejti huyi waha main nhi jao gyi toh usse kaise jane du
payal:-(khushi ke sath) yani aaj bhaiya free hai
juhi:-tere dimag me kya chl rhaa hai
payal:-dekho didi kal raat tannu didi soyi thi aaj aap soye gyi toh mere hise din aaya hai filhal toh aaj main aur bhaiya movie dekhne jaye gye
juhi:-main bhi jao gyi
payal:-tannu didi plss juhi didi ko kaho naa mujhe ekle jana hai
juhi:-nhi mujhe bhi jana hai
tannu:-are dono chle jao iss me kya hai
payal:-acha teek hai agar apko sath jana hai toh main bhi apke sath bhaiya ke pas raat ko sone aao gyi
payal ki baat sun juhi ne naak muh bana liya jiss par juhi ko chhod dono hasne lage
tabhi main aa gya coffee lekar
main:-kya baat hai abhi roo rhe the abhi hasne lage tum ladkiya bhi naa kamal hoti ho
teeno:- ladkiyo ko kuch maat kehna nari sakti zindawad
main:-are main toh majak kar rhaa tha yeh special coffee
maine sab ko coffee di aur apni coffee lekar sath me baith kar peene laga
payal:-bhaiya aaj aap college ke baad kahi jaba toh nhi
main kuch bolne ko hua ke payal ne rok liya
payal:-pehle puri baat toh sunn lijiye agar koi kaam hai toh cencle kar de kyoki hum movie dekhne jaa rahe hai aaj college ke baad
main:-achaa teek hau juhi tum bhi chlna
meri baat sun juhi ke chehre par smile aa gyi wahi payal ka chehra murjha gya
main:-kya ek ke chehre par khushi toh dusre ka chehara murjha gya
tannu:-woh kya hai ke payal ekla jana chahti thi tere sath
main:-acha yeh baat hai par payal tum fikar naa karo tum bilkul bhi bor yaa akwad feel nhi karo gyi ab muskura do
payal:-pehle didi ko kaho ke woh mujhe raat ko apke sath sone de
main:-tum dono pagal ho tum dono ek sath jada achi lagti ho ek sath raha karo lada naa karo
dono:-teek hai
main:-yeh huyi naa baat ab coffee pee ho gyi ho toh jaldi se tyar ho jao
meri baat sunn ke sabhi chle gye main bhi tyar hone laga jab main tyar hokar aaya toh tannu didi tyar nhi huyi thi office ke liye par mujhhe laga sayad unka dil nhi hoga par tabhi papa poch baithe
papa:-tannu beta kya office nhi jana
tannu:-nhi papa main aaj se office chhod rahi ho aap bhaiya yaa chacha ji ko MD bana de
yeh bomb sabke liye naya dhamaka tha par iska reason sab ko pata tha
chacha:-bwta jo hona tha ho gya agar choti choti baat par sab aise karo gye toh priwar kaise chle gya aur fir sammer ne mafi mang li mohit se
papa:-beta tum bhi janti ho iss office ko main bhi uss uchyi takk nhi pocha saka jaha tak tumne pocha diya
tannu:-apki baat teek hai par jaha mere bhai ki bezti huyi waha mera jane ka dil nhi kare gaa
mummy:-tannu beta aisa nhi karte pariwar ki choti galtiyan ko maaf karna chahiye
chachi:-tannu tannu jiss ki wajh se yeh hua usse nokri se niklo naa ki tum chhod do office
main:-didi mujhe nhi lagta apko office chhodna chahiye plss
tannu:-teek hai tune kaha hai toh nhi chhodti par aaj hi uss worker ko niklo aur haa mohit tu bhi nhi chhode gaa
main:-didi main apna business me dhoya dene laga hu iss loyw chhod raha hu apko yeh acha nhi lage gaa apka bhai badi post par ho yaa uchi mukam par
tannu:-main toh hamesa tujhe uper dekhna chahugi bhai
main:-bas fir
tannu ke office dubra jaane ko maan jane ke baad sab ne aram se breakfast kiya maine dekha toh breakfast par sammer nhi tha
khair hamm ne khana khaya uske baad main payal aur juhi ko lekar college ko nikl gya
hum jaldi hi college poch gya kyoki aaj main let nhi hona chahta tha
main juhi aur payal ko chhod kar khud class ki aur chl diya jab main class me pocha toh sabhi class me the par sammer aur kajal nhi the
khair main class me baith abhi 5 mint tha class lagne ko aur main aaj pehli baar class suru hone se pehle aaya tha toh main aas pas dekhne laga
kuch chehre naye the toh kuch chehre purane par mujhe koi khas nhi lagi toh main apna dhyan waaps apne phone me laga liya aur phone par kuch kaam karne laga
kaam karte karte pata nhi laga kab madam aa gyi aur mere sar par khadi ho gyi
madam:-agar apka kaam ho gya ho toh sar uper kar ke dekh bhi lo class suru ho gyi
maine uper dekha toh samne madam khadi thi jo bahut sunder lag rhi thi maine sorry bola aur phone jeb me rakh liya
madam:-vaise aaj tum sahi time par class me kaise
main:-woh kya hai madam kal apne mujhe class me baithne nhi diya agar aaj let aata toh aaj bhi nhi baithne deti ab bhala apse itne door koi reh sakta hai
madam:-(gusse se) kya matlb
main:-madam matlb itne din class se door nhi reh sakte kahi naam naa katwa de aap
madam:-chup chap baith jao
main muskura kar baith gya madam meri baat samjh gyi thi iss liye gusse se dekh rhi thi par puri class ke samne kuch nhi bol sakti thi toh padhne lagi
mera padhne ka bilkul dhyan nhi tha iss liye main sif madam ko ghoor raha tha madam ka sarir ek dum fursat se banya gya tha 30 ki kamar 34 ke boobs sabse kamal ki unki back jo 36 ki thi
main har hise ko aakho se hi maap raha tha meri aakho ka picha kar madam ne bhi note kar liya aur woh aur jada gusse se dekhne lagi par sala mujhe kya ghanta fark padna tha
main fir bhi dekhta raha madam ke husan me itna kho gya ke pata nhi laga kab class khatam ho gyi aur madam fir mere pas aa gyi
madam:-mere cabin me aao
main:-sorry madam abhi toh main bg hu aap kaho toh apko after college apke ghar par milta hu
madam:-tum samjhte kya ho apne aap ko
main:-kuch khas nhi madam aise daato gyi toh students mujhe galat samjhe gye yeh lijiye number msg kar dijiye gaa address main daat khane aa jao gaa
maine copy ke ek page par apna number likh diya aur khud bahar aa gya
agli kuch class free thi teacher nhi aaye the toh main yu hi canteen ki tarf ja raha tha ke mera phone bajne laga jab maine dekha toh kajal ka phone tha
main:-hanji boliye
kajal:-kaha ho mohit
main:-main toh college me hu
kajal:-plss park aa jao main wahi hu jaruri kaam hai plss aa jao
mujhe pata toh tha kya kaam hai fir bhi main chl diya park jab waha pocha toh waha sammer aur kajal dono the
kajal:-yeh kya hai mohit bade bhai ne thoda bol diya toh kya hua tumne iski pure ghar me bejti kara di ab kya muh lekar jaye gaa office aur ghar
main kuch nhi bola bas kajal ko dekhta raha
kajal;-mujhe kya dekh rahe ho kuch jawab do aur bhai hai toh kuch hakk toh banta hai
main:-tumhe pata hai baat kya huyi hai
kajal:-haa kisi employee ne ek ladki ko cheda tha toh tumne mara par yeh toh har office me hota hai ab kya har office me aise logo ko maaro gye
main:-acha har office me hota hai vaise mere niche main jise chahu sula leta hu tum mere niche soye gyi
mera itna bolna tha ke sammer ne mera coller pakad liya
sammer:-mohit yeh jada ho gya ab dubra kajal ke bare me kuchh galat bola toh jaan se maar duga
main:-(haste huye) har office me hota hai vaise jo maine kaha woh har college me hota hai toh kya yeh har college me lade gaa
meri baat sun kajal niche sar kar ke khada ho gya
main:-kab kaha kya hota hai ghanta nhi lena mujhe uss se par mujh se jude log ko koi kuch bole halak se juban khich luga uski
maine sammer se apna coller chhuda kar waha se chl diya
mera mood kharab ho gya tha iss liye main canteen gya toh waha riya ekli canteen me baithi thi
main:-hye riya kaisi ho
riya:-main teek hu tum baato
main:-main bhi teek hu aur baato kya chl raha hai
riya:-bas vehle
main:-kyo office join nhi kiya
riya:-kar liya par kuch jada samjh nhi aa raha
main:-kaam thoda alag suru kiya hai iss liye problem aaye gyi par tension naa lo waqt ke sath sikh jao gyi
riya:-ji
main riya thodi der aise hi baate karte rahe riya ke sath mera acha time nikl raha tha